Hello Friends, Abhi ke time me hamara jindagi har din badalta rahta hai. Kai reasons se ham ek place se dusre place me transfer hote rahte hai. Jab bhi ham kuch aisa karte hai to hame naye jagah par banking ke kamo me dikkat hone lagti hai. Is banking problem ko aasaan banane ka ek hi tarika hai, hame apna bank account transfer kisi najdiki branch me karwa lena hota hai.
Inhe Bhi Jaane:-
- Bank Of India Account Me Mobile Number Register / Change Kaise Kare?
- BOI ATM Card / Debit Card Ke Liye Apply Kaise Kare?
Agar aapka bank account Bank Of India me hai aur apna Bank Of India account transfer One branch to another branch me karwane ke liye application manga ja raha hai to bilkul tension na le. Agle 2 minute me aap BOI account transfer application letter in hindi and english dono language me likhna sikh jayenge bas aap is post ko aage padhte rahiye.
Format For BOI Account Transfer Application In Hindi
Sabse pahle ham hindi me boi account transfer application likhne ka format sikh lete hai. Yah bahut aasaan hai iske liye neeche bataye tarike ka use kare.
सेवा में,
श्रीमान शाखा प्रबंधक महोदय,
बैंक ऑफ़ इंडिया (…ब्रांच का नाम…)
बैंक का पता
विषय :- सेविंग बैंक अकाउंट को ब्रांच ……..(अभी के ब्रांच का नाम )……… से ……….( नये ब्रांच का नाम)….. में ट्रान्सफर करवानें हेतु आवेदन
महोदय,
सविनय निवेदन यह है कि मेरा नाम ………. (अपना नाम लिखें)………… है मेरा बैंक अकाउंट नंबर 143214321432 ………….(अपना बैंक अकाउंट नंबर लिखें )…………..आपके इस शाखा में है | मैं पहले ………….(अपना पुराना एड्रेस लिखें)………… में रहता था लेकिन अब मैं नए एड्रेस में सिफ्ट हो गया हूँ | मेरे जगह बदलने का कारण ………(अपने जगह बदलने का कारण लिखे) ….. है अभी मेरा करंट एड्रेस …………(अपना नया एड्रेस लिखें )…………… हो गया है | इसलिए अब मैं अपने इस बैंक अकाउंट को आपके ब्रांच …………..(नया ब्रांच का नाम लिखे)………… और ब्रांच कोड ………….(नये ब्रांच का कोड लिखे)…………. में ट्रान्सफर करवाना चाहता हूँ .
अतः श्री मान से अनुरोध है की मेरे बैंक अकाउंट जितनी जल्दी हो सके ट्रान्सफर करनें की कृप्या करें | इसके लिए मैं आपका आभारी बना रहूँगा |
आपका विश्वासी
हस्ताक्षर :-
नाम :-
अकाउंट नम्बर :-
रजिस्टर्ड मोबाइल नंबर :-
Upar ke format me aap apne account se related details ko fill up kar de bas is tarah se aapka boi account transfer application in hindi taiyar ho jayega. Isi tarah se english me bhi bank of india account transfer application liknna bahut aasaan hai. To der kis bat ki hai chaliye usko bhi sikh lete hai.
Format For BOI Account Transfer Application Letter In English
Neeche bank of india account transfer application ko english me likhne ka format bataya ja raha hai. Is format me aap apne details ko put kar de.
To,
The Branch Manager
Bank Of India, (Name Of Branch)
Branch Address
Subject :- Application For Transfer Saving Bank Account From ……(Current Branch name)…… To ……(New Branch name)……..
Respected Sir,
I am ……….(Your Name). I have saving bank account number 143214321432 ………(Your boi account number) in your branch …………(current branch name). I recently moved from …………(old address) To …………..(New address) for reason ………(write your reason). So i want to transfer my account in your Branch ……..(new branch name)…….. and branch code……..(new branch code).
Kindly transfer my bank account to new branch. I will always be grateful for this. Thanking you.
Your Faithfully
Signature
Name :-
Account Number :-
Registered Mobile Number :-
Congratulations, aapne ab boi account transfer application letter hindi & english dono language me likhna sikh liya hai. Ab aapko jo aasaan lage aur pasand ho us application ko likhkar apna bank of india account transfer karwa sakte hai.
- BOI New ATM / Debit Card Activate Kaise Kare? Puri Jankari
- BOI Bank Balance Check / Enquiry Missed Call Se Kaise Kare?
I hope is post se aapka problem solve ho gaya hoga. Aap isi tarah ke banking ko aasaan banane wale video ko dekhne ke liye hamare YouTube Channel “Explain Me Banking” ko Subscribe kar sakte hai. Dhanyawad.
Leave a Reply