Hello dosto, Aapka fir se swagat hai Explain Me Banking ki duniya me jaha ham aapke banking ko aasaan banate hai. Agar aap Indian Bank ke customer hai to jarur se indian bank net banking ka use karna chahte honge. Isse aap banking se related har kaam ghar baithe kar sakte hai. Jaise- Balance enquiry, fund transfer, cheque book request ....etc. Indian Bank online banking registration and activation … [Read more...]
Indian Bank ATM Card Apply / Application Karne Ka Complete Process
Namaskar Dosto, Hame nahi lagta hai ki abhi ke samay me debit card atm card ke bare me batane ki jarurat hai. Ab to hamare banking ka maximum kaam iske bina hona muskil hai. Isliye aaj ke post me ham indian bank atm card apply / application karne ka step-by-step complete process batayenge. Harek bank ki hi tarah yah bank bhi apne new account holders ko saath me hi new card de deti hai. Lekin … [Read more...]
Indian Bank ATM Card Application Form PDF Download.
Hello Dosto, Indian Bank ATM Card Application Form ki jarurat hame tab padti hai jab iske liye apply karna rahta hai. Ham sabhi jaante hai ki ATM Card / Debit Card ko plastic money bhi bola jata hai. Isse ham ATM transaction, online transaction & POS transaction badi hi aasaani se kar pate hai. Isliye abhi ke time me kisi ka bhi banking iske bina complete nahi ho sakta hai. ATM card harek … [Read more...]
Indian Bank Mobile Number Register / Change Kaise Kare?
Hello Dosto, Kya aapke paas indian bank me bank account hai? Aur aapko lagta hai ki indian bank mobile number register / change karwana ek muskil kaam hai? Isme bahut time aur paresani lagti hai? Hamara jawab hai "Nahi" Agar aapka jawab "HA" hai to iska sabse aasaan process jaanne ke liye agle 2 minutes lagakar is post ko pura padh lijiye. Is post me ham indian bank mobile number change or … [Read more...]
Indian Bank ATM Card Unblock / Debit Card Unblock Kaise Kare?
Hello Friends, Hamne kai baar apna Indian bank ATM card 3 times wrong PIN enter karke block karwaya hai. Hota ye hai ki Indian bank ATM PIN enter karta rahta tha. Jab aisa 3 times ho jata tha to wah indian bank ATM card block kar diya jata tha. Mujhe lagta hai ki aapne bhi ye galti kar diya hai. Kya aapka Indian bank ATM card block ho gaya hai? Agar iska jawab "HA" hai to ye post specially … [Read more...]
Indian Bank ATM PIN Forgot / Reset Kaise Kare? Indian Bank ATM PIN Bhul Gaya
Dosto, Jab bhi ham koi jaruri jankari bhul jate hai to usse related problem hame jarur hoti hai. Isi tarah agar ham apna ATM PIN bhul jaye to paresaniyo ka pahad tut padta hai. Pahle jab bhi mai apna Indian Bank ATM PIN bhul jata tha to kaphi problem hoti thi. Lekin ab mai indian bank atm pin forgot / Reset karne ka aasaan tarika jan gaya hu. Is tarike ko janne ke baad ab mujhe koi problem nahi … [Read more...]
Indian Bank Balance Enquiry Number, Missed Call Se Balance Check Kaise Kare
Agar aapka bank account Indian Bank me hai aur aap apna Indian bank balance check karne ke sabse aasaan tarike ki talash kar rahe hai to aapki talash abhi khatm ho jayegi. Is post me ham aapko bank balance enquiry karne ka sabse easy method batane ja jahe hai. Neeche ham aapko Indian Bank balance enquiry number bata rahe hai, jasme aap kewal 1 missed call karke apna bank account balance check … [Read more...]
Indian Bank ATM Card Green PIN Generate & Activate Kaise Kare ? Puri Jaankari
दोस्तों, पहले के समय में जब हमें Indian Bank New ATM Card / Debit card मिलता था तो उसे activate करने का केवल एक ही option था, जिसमे हमें अपने इंडियन बैंक के branch से ATM PIN मंगवाना पड़ता था . उसी PIN से हम अपने new ATM card को activate करते थे और use करना start करते थे. लेकिन जब से Indian Bank ATM card Green PIN facility provide कर दिया है हमारा काम बहुत ही आसान हो गया है . अब हमें अपने Indian … [Read more...]