ExplainMeBanking

बैंकिंग बनाये आसान - Banking Banaye Aasaan

  • Home
  • Code Finder
    • IFSC Code Finder
    • PIN Code Finder
    • MICR Code Finder
    • SWIFT Code Finder
  • Govt Banks
    • State Bank Of India
    • Bank Of India
    • Bank Of Baroda
    • Punjab National Bank
    • Oriental Bank Of Commerce
    • IDBI Bank
    • Union Bank Of India
    • Canara Bank
    • UCO Bank
    • Indian Bank
    • Central Bank Of India
    • Punjab and Sind Bank
    • South Indian Bank
    • Allahabad Bank
    • Andhra Bank
    • Syndicate Bank
  • Private Banks
    • Axis Bank
    • ICICI Bank
    • HDFC Bank
    • Karur Vysya Bank
    • Kotak Mahindra Bank
    • Bandhan Bank
    • IDBI Bank
  • Gramin Banks
    • Baroda UP Bank
    • Chhattisgarh Rajya Gramin Bank
    • Kashi Gomti Samyut Gramin Bank
    • Dakshin Bihar Gramin Bank
  • Bank Form Download
  • More
    • Payments Banks
      • Paytm Payments Bank
      • India Post Payments Bank
      • Jio Payments Bank
    • Application Writing
    • Banking
    • Mobile Banking
    • Internet Banking
    • Finance

02/03/2020 By Team EMB 6 Comments

Gramin Bank ATM PIN Generation And Activation Complete Process

Gramin Bank ATM PIN Generation And Activation Complete Process
Share And Help Others
    4   
4
Shares

Dosto aapka swagat hai is blog Explain Me Banking me jaha ham aapke banking ko aasaan banate hai. Gramin Banks hamare desh ke gramin chetro me financial services pahuchane ka ek bahut achchha medium hai. Gramin bank ke lakho branch aaj logo ki seva me lage hue hai. Aaj ye chote-chote gramin bank bhi bade banko ki tarah internet banking, mobile banking, ATM card, debit card, loan, FD, RD, jaise sabhi services provide karne lage hai.

Bade banko ki tarah ab dhire-dhire ye bhi gramin bank ATM PIN generation and activation ka service provide karne lage hai. Agar aap gramin bank ATM card / debit card use karte hai to iska istemal karke aap kai tarah ke kaam bina branch visit kiye khud se kar sakte hai.

Inhe Bhi Jaane:-

  • Chhattisgarh Rajya Gramin Bank Mobile Number Register / Change Kaise Kare?
  • Bank Account Transfer Application Kaise Likhe? Hindi & English

Gramin Bank ATM PIN Generate And Activate Karne Ke Benefits

Iska istemal karke aap khud se 2 kaam kar payenge.

  1. Apna New gramin bank ATM card activate khud se kar sakenge.
  2. Agar kabhi apna gramin bank ATM PIN bhul jaye to khud se ATM PIN forgot / reset bhi kar sakte hai.

In dono kamo ke liye aapko branch me jane ki koi jarurat nahi hai. To chaliye iske process ko bhi jaan lete hai.

Gramin Bank ATM PIN Generation And Activation Complete Process

Iske liye apne debit card and registered mobile number ko lekar ATM me chale jaye.

  1. Waha apna card “SWIPE” kare.
  2. Apne pasand ka ek language select kare.
  3. Ab “Generate ATM PIN / Set PIN” ko select kare.
  4. Aaye hue options me se “Generate OTP” ko select kare.
  5. Abhi screen me “OTP has been send to your registered mobile number” jaisa likha hua aayega.

Isi ke saath aapke mobile me bank ki taraf se ek message aayega. Is message me 6 digit OTP likha rahta hai. Yah OTP aapka gramin bank ATM green pin hai jisko aapne generate kiya hai.

  1. OTP aane ke baad fir se card “SWIPE” kare.
  2. Apna language select kare.
  3. Is baar bhi “Generate ATM PIN / Set PIN” ko press kare.
  4. Abki baar aaye hue options me se “Validate OTP” ko select kare.
  5. Ab message me aaya 6 digit OTP enter kar de.
  6. Abhi screen me New PIN Enter karne ka option aa jayega. Yaha apne card ke liye 4 digit PIN sochkar usko enter kar de.
  7. Usi PIN ko fir se Re-enter kare.
  8. Ab screen me “Successfully” wala message aa jayega.

Yani ki gramin bank debit card PIN generation aur activation ka process pura ho gaya hai. Saath hi aapka kaam bhi ho jayega.

Gramin Bank New ATM Card Activate Kaise Kare? Gramin Bank ATM Pin Generation & Activation Video Tutorial

NOTE :- Abhi harek gramin bank me debit card green pin generate karne ka facility provide nahi kiya hai. Saath hi sabhi ka process ek jaisa nahi rahta hai. upar hamne iska ek common process bataya hai, real process thoda moda alag ho sakta hai.

  • Bank Account Me Mobile Number Change Kaise Karwaye? 4 Sabse Aasaan Tarike
  • Bank Account Address Proof Documents or Bank Account Address Change Documents Complete List

Waaaaawww Aapne to is gramin bank atm pin generation (generate) karne ka pura process jaan liya hai. Isi baat par is post ko “SHARE” bhi kar sakte hai.

Isi tarah ke banking wale VIDEOS dekhne ke liye hamare YouTube Channel “Explain Me Banking” ko subscribe bhi kar sakte hai. Dhanyawad.


Share And Help Others
    4   
4
Shares
 
4
Shares
     4 

No related posts.

Filed Under: Banking Tagged With: Gramin Bank ATM Activate, Gramin Bank Debit Card Pin Generate

Kya Aapko Yah Post Pasand Aaya ?

Agar Aap Chahte Hai Ki Hamare Blog Par New Post Publish Hone Par Aapko Iski Jaankari FREE Me Mil Jaye To Aap Abhi Is Blog Ke Newsletter Ko SUBSCRIBE Kar Hamare Saath Jud Sakte Hai.

Ham Aapke Email Ko Puri Tarah Se Surakshit Rakhenge.

Aapke Liye Best Post

SBI Mobile Number Online Change Kaise Kare ? Without Visiting Branch

SBI Mobile Number Online Change Kaise Kare ? Without Visiting Branch

Post Office Savings Bank KYC Form Download

Post Office Savings Bank KYC Form PDF Download

Bank Account Transfer Application लिखने के 5 अनोखे तरीके

Bank Account Transfer Application लिखने के 5 अनोखे तरीके

UBI Mobile Number Change Application Letter Hindi English

UBI Mobile Number Change Application Letter In Hindi & English.

HDFC Quick Access PIN Forgot / Reset Kaise Kare ?

HDFC Quick Access PIN Forgot / Reset Kaise Kare ? HDFC MobileBanking

Comments

  1. Sushil Saikia says

    12/07/2022 at 10:08 PM

    Is post me bataye gaye process me jane se bhi nahi hua. Last me unable to process dikha raha ha kiya karu ?

    Reply
    • Team EMB says

      04/08/2022 at 6:58 PM

      Fir se try kare.

      Reply
  2. Amankashyap says

    10/05/2022 at 11:07 PM

    Nice

    Reply
  3. Naresh Kumar says

    21/06/2021 at 1:48 PM

    My atm card not activate

    Reply
    • EMB Team says

      21/06/2021 at 9:53 PM

      Is post me bataye gaye process ko follow kare aapka atm card activate ho jayega.

      Reply
      • Amankashyap says

        10/05/2022 at 11:07 PM

        Nice

        Reply

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Connect With Us

Subscribe YouTube Channel

More Post For You

SBI Cheque Book Apply कैसे करें ? जाने सारें Online & Offline तरीके

14/06/2023

Paytm Debit Card / ATM Card Online Apply Kaise Kare Through Paytm App?

03/10/2018

Expired ATM Card Renew कैसे करें ? New Card कैसे मिलेगा ?

20/04/2023

SBI Internet Banking Form PDF Download ( SBI Net Banking Form Pdf )

14/07/2020

Jio Payment Bank Se Jude Aapke Sabhi Sawalo Ke Jawab FAQs

12/10/2018

Categories

  • Allahabad Bank
  • Andhra Bank
  • Application Writing
  • Aryavart Bank
  • Axis Bank
  • Bandhan Bank
  • Bank Form Download
  • Bank Of Baroda
  • Bank Of India
  • Bank Of Maharashtra
  • Banking
  • Baroda Gujarat Gramin Bank
  • Baroda UP Bank
  • Canara Bank
  • Central Bank Of India
  • Chhattisgarh Rajya Gramin Bank
  • Corporation Bank
  • Dakshin Bihar Gramin Bank
  • Dena Bank
  • Finance
  • HDFC Bank
  • ICICI Bank
  • IDBI Bank
  • India Post Payments Bank
  • Indian Bank
  • Indian Overseas Bank
  • Internet Banking
  • Jio Payments Bank
  • Karur Vysya Bank
  • Kashi Gomti Samyut Gramin Bank
  • Kotak Mahindra Bank
  • Mobile Banking
  • Offers & Deals
  • Oriental Bank Of Commerce
  • Payments Bank
  • Paytm Payments Bank
  • Punjab and Sind Bank
  • Punjab National Bank
  • South Indian Bank
  • State Bank Of India
  • Syndicate Bank
  • UCO Bank
  • Uncategorized
  • Union Bank Of India
  • United Bank Of India

Tags

Activate ATM Card ATM Card ATM Card Activation ATM Card Application Form ATM PIN Bhul Gaya ATM PIN Change Balance Enquiry Toll Free Number Bank Account Mobile Number Change Bank Account Mobile Number Change Form Bank Account Mobile Number Register Bank Account Mobile Number Registration Form Bank Account Transfer Bank Balance Enquiry Bank Form Download Bank of Baroda ATM Card Bank of Baroda Debit Card Bank Of India Block ATM Card Block Debit Card BOB Mobile Number Registration BOI BOI Internet Banking BOI Net Banking BOI Net Banking Transaction Password Forgot ATM PIN Gramin Bank Green PIN Generation HDFC Bank Mobile Banking Mobile Number Change Mobile Number Register / Change Mobile Number Registration PNB ATM Card Activation PNB ATM Green PIN Generation PNB Debit Card PIN Generation PNB Mobile Number Change PNB Mobile Number Registration PSB Bank Reset ATM PIN Saving Account SBI SBI Green Channel SBI Green Remit Card State Bank Of India UBI Mobile Number Registration UCO Bank Debit Card
  • Home
  • About Us
  • Contact Us
  • Privacy Policy
  • Sitemap
  • Disclaimer

Copyright © 2023 Explain Me Banking