Dosto kya aapko apne liye punjab national bank atm card apply karna hai? Aur aapke paas smart phone hai? To fir aapko iske liye branch jane ki koi jarurat nahi hai. Aap apne isi mobile se ghar baithe abhi turant pnb atm card apply online kar sakte hai. Hai na kamal ki baat ki abhi aap apne mobile se hi pnb debit card online apply karne jaa rahe hai. Agar aap exited hai is process ko sikhne ke … [Read more...]
PNB Mobile Number Change Application Letter In Hindi And English
Namaskar Dosto, Punjab National Bank me mobile number change karwane ka kewal 1 method available hai. Isme aapko PNB branch me jakar mobile number update karwana padta hai. kai bar jab mai branch me jakar pnb mobile number change application form mangta hai to bala jata hai ki abhi yah form nahi hai. Iske liye aap ek letter (application) likhkar submit kar sakte hai. Waise to lagbhag har person … [Read more...]
Punjab National Bank PNB ATM Card Application Form PDF Download.
Hello Dosto, PNB ATM Card Application Form ki jarurat hame tab padti hai jab iske liye apply karna rahta hai. Ham sabhi jaante hai ki isse ham ATM transaction, online transaction & POS transaction badi hi aasaani se kar pate hai. Isliye abhi ke time me kisi ka bhi banking iske bina complete nahi ho sakta hai. ATM card harek bank, bank account opening ke time hi de deti hai. Isi tarah Punjab … [Read more...]
PNB Mobile Number Change Form PDF Download (Registration Form Download)
Dosto jaisa ki ham sabhi jaante hai Punjab National Bank ek popular bank hai. Aur ham sabhi ye bhi jaante hai ki PNB bank account me mobile number register karwake rakhna kitna jaruri hota hai. Chuki PNB me online mobile number registration ka koi process available nahi hai, isliye isko branch se karwana padta hai. Branch se yah karwane ke liye sabse jyada jaruri chij hoti hai "PNB Mobile Number … [Read more...]
PNB ATM PIN Forgot / Reset Kaise Kare? PNB ATM PIN Generation Process
Namashkar Dosto, Jab bhi ham koi information bhul jate hai to usse hone wali pareshani ke bare me har koi janta hai. Aur agar kabhi ATM / Debit card PIN bhul jate hai tab to condition aur bhi kharab hoti hai. Pahle mai bhi jab pnb atm pin bhul jata tha to pareshan ho jata tha. Lekin ab mai PNB ATM PIN Forgot / Reset karna sikh gaya hu. Isse ab turant mai apna new pin bana leta hu aur us card ko … [Read more...]
PNB Address Change Application letter In Hindi And English
Hello Friends, abhi ham aur aap milkar PNB address change application likhna sikhenge. Agar kisi reason se aapka address change ho gaya hai to is application ka use karke aap easily apne Punjab National Bank account me address change karwa sakte hai. Aap agle 2-3 minute dhyan se is post ko padhiye. In 2-3 minutes me hi aap is pnb bank address change application letter ko hindi and english dono … [Read more...]
PNB ATM PIN Change / PNB Debit Card PIN Change Kaise Kare?
ATM PIN ya Debit Card PIN ek 4 digit ka number hota hai. Iske istemal se ham apne card ka use kisi bhi tarah ka transaction karne me kar sakte hai. Agar aapke pas Punjab National Bank ka ATM card hai aur aapka PNB ATM PIN isi ko pata chal jaye to wah uska galat istemal karke aapke pure savinge (Money, Paise) ko chura sakta hai. Isliye PNB apne account holders ko bolta hai ki harek person ko … [Read more...]
PNB Balance Enquiry Number, PNB Balance Check Through Missed Call & SMS
Agar aapka bank account Punjab National Bank me hai to PNB balance enquiry karne ki jarurat aapko hamesha padti hi rahti hogi.Is tarah se aap apne bank account me kitne paise hai yah jaan sakte hai. Isi kaaran kya aap hamesha apna pnb balance check karne ke sabse aasaan tarike ki talash me rahte hai ? Agar "HA" to yah post aapka yah talash end kar dega. Inhe Bhi Jaane:- Punjab National … [Read more...]
PNB Account Transfer Application Letter In Hindi And English Kaise Likhe?
Namaskar dosto, Abhi ke time me hamari zindagi haerk din badalti rahti hai. kai aise reason hai jinke wajah se ham ek place se dusre place par transfer hote rahte hai. jab bhi ham rahne ke liye kisi new jagah par jate hai to hame apne banking ke kaamo me dikkat na ho isliye apna bank account transfer karwate rahna padta hai. Agar aapka bank account Punjab National Bank me hai aur aapko apna … [Read more...]
PNB Mobile Number Online Register / Change Kaise Kare?
Dosto, Hamse kai bar kuch aise sawal puche jate hai jinka jawab dena thoda muskil hota hai. Isi tarah ka ek question bahut bar is website aur hamare YouTube Channel me comment karke pucha ja raha hai. wo question hai- "PNB Mobile Number online change kaise kare? PNB mobile number online registration ka process kya hai? Punjab National Bank me mobile number online update karne ka tarika bataiye? … [Read more...]