Dosto, Kya aapka bank account Canara bank me hai? aur aapko apna canara bank account transfer one branch to another branch me karwana hai? Saath hi iske liye bank wale canara bank account transfer application likhkar lane ke liye bol rahe hai?
Agar upar ke kisi bhi sawal ka jawab “HA” hai tab aap bilkul thik jagah par pahuche hai.
Is post me ham canara bank account transfer application letter in hindi and english dono language me likhne ka complete information denge. Isko pura padhne ke baad aap aasaani se yah application khud se likh lenge.
Inhe Bhi Jaane:-
- Canara Bank ATM Card / Debit Card Unblock Kaise Kare?
- [Canara Bank Address Change Application Letter Kaise Likhe? Hindi & English
Canara Bank Account Transfer Application In English.
Is letter ko english me likhne ka format neeche bataya ja raha hai. Aapko bas apna canara bank account details fillup karna hai bas aapka application taiyar ho jayega.
To,
The Branch Manager
Canara Bank, Name of Branch
Address Of Branch.
Subject :- Application for transfer savings bank account from ……(current branch) to …… (new branch)
Respected Sir,
I am ……(your name)…… . I have bank account number 2432****2432 (your canara bank account number), Customer Id 12345678 (write your account customer id) In your branch ……(current branch) . I recently moved from ……(old address)…… to ……(new address) for reason ……(reason of transfer)…… . So i want to transfer my account in your branch ……(new branch name)…… and branch code ……(new branch code).
Kindly transfer my account to new branch . I will always be grateful
for this.
Thanking You
Your Faithfully
Signature
Name :-
Account Number :-
Customer Id :-
Mobile Number :-
Wah aapne to is application ko english me likhna sikh liya hai. Ab chaliye isi letter ko hindi me bhi likhna sikh lete hai.
Canara Bank Account Transfer Application Letter In Hindi.
सेवा में,
श्री मान शाखा प्रबंधक महोदय
केनरा बैंक, शाखा का नाम
शाखा का पता
विषय :- बचत बैंक खाते को आपके शाखा ……(अभी का शाखा)…… से शाखा ……(नया शाखा)…… में ट्रान्सफर करवाने हेतु आवेदन
महाशय,
सविनय निवेदन यह है कि मेरा नाम ……(आपका नाम) है | मेरा खाता संख्या 2432****2432 ……(आपका केनरा खाता संख्या)……, कस्टमर आई. डी.
12345678 ……(आपका कस्टमर आई. डी.)…… आपके शाखा ……(अभी का शाखा का नाम)…… में है | मैं पहले यहां ……(अपना पुराना पता लिखे)…… में रहता था लेकिन अब मैं नये पते में सिफ्ट हुआ हूँ | ……(अपने सिफ्ट होने का करण लिखे)…… अभी मेरा नया पता ……(आपका नया पता)…… हो गया है | इसलिए में अपने खाते को आपके शाखा ……(नया शाखा)……, शाखा का कोड ……(नया शाखा का कोड)…… में ट्रान्सफर करवाना चाहता हूँ |
अतः श्री मान से अनुरोध है की मेरा खाता जितनी जल्दी हो सके ट्रान्सफर करने की कृपा करें |
आपका विश्वासी
हस्ताक्षर
नाम :-
खाता संख्या :-
कस्टमर आई. डी. :-
मोबाइल नंबर :-
Is application ko bhi likhne ke liye aapko kewal upar likhe format me apna canara bank account details bharna hai. Jiske baad aapka yah application in hindi taiyaar ho jayega.
Are waaah aapne to ab canara bank account transfer application letter in english and hindi dono tarah se likhna sikh liya hai.
- Canara Bank Mobile Number Register / Change Kaise Kare?
- Canara Bank Internet Banking Registration & Activation Online Process
Hame aasha hai ki ab aap is application ki sahayata se apna canara bank account transfer one branch to another branch me aasaani se karwa lenge.
Is tarah ke letter ko likhne ke video tutorials ke liye hamare YouTube Channel “Explain Me Banking” ko Subscribe kar sakte hai. Dhayawad.
Natalie Foze says
Thank you for sharing i need to transfer my account
Manthan says
Mobile number link karna hai sir mai apka bahut abhari rahunga
EMB Team says
Iske upar humne alag se post likha hua hai jisme detail me process bataya gaya hai us post ko padh le.