ExplainMeBanking

बैंकिंग बनाये आसान - Banking Banaye Aasaan

  • Home
  • Government Banks
    • State Bank Of India
    • Bank Of India
    • Bank Of Baroda
    • Punjab National Bank
    • Oriental Bank Of Commerce
    • IDBI Bank
    • Union Bank Of India
    • Canara Bank
    • UCO Bank
    • Indian Bank
    • Central Bank Of India
    • Punjab and Sind Bank
    • South Indian Bank
    • Allahabad Bank
    • Andhra Bank
  • Private Banks
    • HDFC Bank
    • ICICI Bank
    • Axis Bank
  • Payments Banks
    • Paytm Payments Bank
    • India Post Payments Bank
    • Jio Payments Bank
  • Gramin Banks
    • Kashi Gomti Samyut Gramin Bank
    • Chhattisgarh Rajya Gramin Bank
  • More
    • Application Writing
    • Banking
    • Internet Banking
    • Mobile Banking
    • Finance

23/11/2019 By Suraj Kumar Leave a Comment

UCO Bank ATM PIN Forgot / Reset Kaise Kare? UCO Bank Debit Card PIN Recovery Process

UCO Bank ATM PIN Forgot / Reset Kaise Kare? UCO Bank Debit Card PIN Recovery Process
Share And Help Others
  •  
  •  
  •  
  •  
  •  
  •  
  •  
  •  

Dosto, Jab bhi kabhi ham koi information bhul jate hai to usse hane wale pareshani ko har koi janta hai, aur agar kabhi ATM PIN bhul jaye tab ki baat aur bhi buri hoti hai. Pahle mai bhi jab apna uco bank atm pin bhul jata tha to pareshan ho jata tha, lekin ab mai uco bank atm pin forgot / reset karna sikh gaya hu, isse ab mai turant apna new pin bana leta hu bina kisi pareshani ke.

Is post me mai khud jo uco bank atm pin recovery ka tarika istemal karta raha hu usi ke bare me detail se batane jaa raha hu. Agar aap bhi apna uco ATM PIN Forgot / Reset karna chahte hai to iska process agle 2 minute me sikh jayenge.

Inhe Bhi Jaane:-

  • UCO Bank Balance Check / Enquiry Sirf 1 Missed Call Ya SMS Se Kaise Kare?
  • UCO Bank New ATM Card Activate Kaise Kare? Puri Jankari

UCO Bank ATM PIN Forgot Karne Ke Liye Jaruri Information

Is process ko karne ke time aapke paas 3 jaankariyo ka hona jaruri hai.

  1. Jis ATM Card ka PIN bhul gaye hai wo card.
  2. Aapka bank account me registered mobile number
  3. Aapka UCO bank account number

upar bataye chijo ko lekar aap kisi bhi uco bank ke ATM me chale jaye. Aage ka process wahi par karna padta hai.

UCO Bank ATM PIN Forgot / Reset Karne Ka Process

Iske liye neeche ka process follow kijiye.

  • Apna card uco bank ATM machine me “SWIPE” kar le.
  • Ab language wala screen aa jayega. Isi screen me ek option “GREEN PIN” wala milega. Is option ko select kare.
  • Ab 2 option aayega. Inme se abhi “GENERATE OTP” ko select kar le.
  • Agle screen me aapko account number enter karne ko bola jayega. Yaha aap apna UCO Bank Account Number ko enter karke isi screen ke “PRESS IF CORRECT” ko select kare.
  • Iske baad “Your Transaction Is Complete” likha hua aa jayega.

Isi ke saath UCO bank atm green pin generation ka Process pura ho jayega. Ab turant aapke mobile number par bank ki taraf se ek message aayega. Is message me 6 digit ka OTP likha hua rahta hai. Isi OTP ka use karke aap apna uco atm pin reset kar sakte hai.

Jab OTP wala message aapko aa jaye tab neeche ka process follow kare.

  • Dubara se apna card ATM machine me “SWIPE” kare.
  • Fir se “GREEN PIN” option ka select kare.
  • Fir se 2 option aayenge. Abki baar inme se “VALIDATE OTP” ko select kare.
  • Apna uco bank account number enter karke “PRESS IF CORRECT” ko press kare.
  • Ab aapko OTP enter karne ke liye bola jayega. Yaha aapke message me aaya hua 6 digit green pin OTP ko enter kar de. Iske baad “PRESS IF CORRECT” ko click kare.
  • Isi ke saath ab aapko “New PIN Enter” karne ka option de diya jayega. Yaha se aap apna uco bank atm pin reset kar sakte hai. Ab aap ek new pin soch le jo aapko yaad rah sake aur usko yaha enter kar de.
  • Iske turant baad dubara se apna New PIN “Re-enter” kar de.
  • Ab “YOUR TRANSACTION COMPLETE” likha hua aa jayega.

Jab screen me yah likha hua aa jayega iska matlab yah hai ki aapne apna uco atm pin reset kar liya hai.

Iske baad aap New PIN ka istemal karke us ATM card se koi bhi transaction kar sakte hai.

  • UCO Bank Me Mobile Number Change / Register Kaise Kare?
  • Bank Account Transfer Application Kaise Likhe? Hindi and English

Congratulations, aapne UCO Bank ATM PIN Forgot / Reset karne ka process sikh liya hai. Meri tarah aap bhi ab apna debit card pin bhulne par tension nahi lenge.

We hope aapke problem ko aasaan solution aapko mil gaya hai. Isliye is post ko “SHARE” jarur kare. Dhanyawad.


Share And Help Others
  •  
  •  
  •  
  •  
  •  
  •  
  •  
  •  
  •  
  •  
  •  
  •  
  •  
  •  
  •  
  •  

No related posts.

Filed Under: Banking, UCO Bank Tagged With: UCO Bank Debit Card Pin Forgot

Kya Aapko Yah Post Pasand Aaya ?

Agar Aap Chahte Hai Ki Hamare Blog Par New Post Publish Hone Par Aapko Iski Jaankari FREE Me Mil Jaye To Aap Abhi Is Blog Ke Newsletter Ko SUBSCRIBE Kar Hamare Saath Jud Sakte Hai.

Ham Aapke Email Ko Puri Tarah Se Surakshit Rakhenge.

Aapke Liye Best Post

Bank Account Me Mobile Number Register Application kaise likhe?

Bank Account Me Mobile Number Register Application Latter In Hindi And English

Punjab and Sind Bank ATM Pin Generate and Activate Kaise Kare?

Punjab and Sind Bank ATM Green PIN Generate & Activate Kaise Kare?

PNB Balance Enquiry Sirf 1 Missed Call / SMS Se Kaise Kare ?

PNB Balance Enquiry Check Sirf 1 Missed Call / SMS Se Kaise Kare ? Punjab National Bank

Punjab National Bank Mobile Number Online Register / Change

PNB Mobile Number Online Register / Change Kaise Kare?

SBI KYC Documents For Account Opening & Account Details Update Ka Pura List

SBI KYC Documents For Account Opening & Account Details Update Ka Pura List

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Connect With Us

Subscribe YouTube Channel

More Post For You

Chhattisgarh Rajya Gramin Bank Mobile Number Register / Change Kaise Kare?

21/06/2019

IDBI Missed Call Banking Mobile Number Register / Change Kaise Kare ?

24/01/2019

Bank Of Baroda BOB ATM Apply / Debit Card Apply Kaise Kare?

09/09/2019

BOI POS Transaction Failed But Amount Debited Online Paise Refund / Wapas Kaise Le ?

17/12/2018

BOB m Passbook Register Karke Apna Passbook Mobile Me Kaise Dekhe?

08/01/2019

Categories

  • Allahabad Bank
  • Andhra Bank
  • Application Writing
  • Axis Bank
  • Bank Of Baroda
  • Bank Of India
  • Banking
  • Canara Bank
  • Central Bank Of India
  • Chhattisgarh Rajya Gramin Bank
  • Finance
  • HDFC Bank
  • ICICI Bank
  • IDBI Bank
  • India Post Payments Bank
  • Indian Bank
  • Internet Banking
  • Jio Payments Bank
  • Kashi Gomti Samyut Gramin Bank
  • Mobile Banking
  • Oriental Bank Of Commerce
  • Payments Bank
  • Paytm Payments Bank
  • Punjab and Sind Bank
  • Punjab National Bank
  • South Indian Bank
  • State Bank Of India
  • UCO Bank
  • Union Bank Of India
  • Home
  • About Us
  • Contact Us
  • Privacy Policy
  • Sitemap
  • Disclaimer

Copyright © 2019 Explain Me Banking