
Hello Dosto, Bank of Baroda me mobile number change karwane ke kai methods available hai. Inme se bob branch me jakar mobile number update karwana ek aasaan method hai. Kai bar jab koi bhi person branch me jakar bob mobile number change application form mangta hai to bola jata hai ki yah form abhi hamare paas nahi hai. Ek kaam kijiye aap iske liye ek chota sa letter yani application likhkar submit kar dijiye.
Inhe Bhi Jaane:-
- Bank Of Baroda ATM Pin Change Kaise Kare? Puri Jankari
- Gramin Bank Balance Enquiry / Check Karne Ke 4 Sabse Aasaan Tarike
Waise to maximum persons ko letter write karna aata hai, lekin bank related letters likhne me pareshani hoti hai. Agar isi tarah ka pareshani aapko bhi ho raha hai to aap sahi post padh rahe hai. Is post me “BOB mobile number change application in hindi and english kaise likhe? How to write application for mobile number change in bob bank account?” Iske 2 tarike bataye gaye hai. Sabse pahle aap dono language me isko likhna sikh lijiye uske baad jo aasaan lage uska use kar sakte hai.
BOB Mobile Number Change Application Letter In English.
To,
The Branch Manager
Bank Of Baroda, Name of Branch
Subject :- Application for mobile number change in bank account.
Respected Sir,
I am ____(name)____ . I have saving bank account number 1423****1423 (your bob account number), Customer Id 12346578 (write your customer id) in your branch ____(current branch name)____ . My old registered mobile number is 93******43 which is i am not using presently. My new mobile number is 71******39. I want to register my new mobile number with my bank account.
I request you to update registered mobile number with my bank account, I will always be grateful for this.
Thanking You
Your Faithfully
Signature.
Name :-
Account Number :-
Customer Id :-
New Mobile Number :-
Upar ke format me aap apne bob bank account and mobile number fillup kar dijiye. Itna karte hi aapka yah bob bank mobile number change letter in english taiyar ho jayega.
Kya aapko english nahi bal ki hindi me isi letter ko likhna hai? to der kis baat ki hai-
BOB Mobille Number Change Application In Hindi.
Hindi me is application ko likhne ka format aapko ham neeche bata rahe hai-
सेवा में,
श्री मान शाखा प्रबंधक महोदय
बैंक ऑफ़ बरोदा, शाखा का नाम
विषय :- बैंक खाते में मोबाइल नंबर बदलने हेतु आवेदन पत्र
महाशय,
सविनय निवेदन यह है कि मेरा नाम ____ (आपका नाम) ____ है | मेरा खाता संख्या 1423****1423 (आपका बी. ओ. बी. खाता संख्या), कस्टमर आई. डी. 12346578 (आपका कस्टमर आई. डी.) आपके शाखा ____ (शाखा का नाम) ____ में है | मेरा पुराना रजिस्टर्ड मोबाइल नंबर 93******43 है जिसको अब मै इस्तेमाल नहीं करता हूँ | मेरा नया मोबाइल नंबर 71******39 है | मैं इस नये नंबर को अपने बैंक खाते के साथ रजिस्टर्ड करवाना चाहता हूँ |
अतः श्री मान से अनुरोध है कि मेरे बैंक खाते में रजिस्टर्ड मोबाइल नंबर को बदलकर नये मोबइल नंबर को रजिस्टर्ड करने की कृपा करें | इसके लिए सदा मै आपका आभारी बना रहूँगा |
आपका विश्वासी
हस्ताक्षर
नाम :-
खाता संख्या :-
कस्टमर आई. डी. :-
नया मोबाइल नंबर :-
Upar ki hi tarah agar aap apna bob account details and mobile number is format me bhar denge to yah letter hindi me ready ho jayega.
Waaah kyaaa baaat haiiii aapne to dono language me bob mobile number change application letter ko likhna sikh liya hai. Ab aapko jo achchha lage usme application likh sakte hai.
- BOB New ATM / Debit Card Activate Kaise Kare? Puri Jankari
- Bank of Baroda Balance Check / Enquiry Sirf 1 Missed Call / SMS Se Kaise Kare?
- Bank Of Baroda ATM / Debit Card Apply Kaise Kare?
Is tarah se is application ko likhkar apna ek identity proof iske saath attach kar dijiye. In dono ko jab aap bob branch me submit kar denge to 2-3 dino me aapka kaam ho jayega.
Jab aapke bank account me mobile number update ho jayega to uska confirmation message new number me aa jayega.
Isi tarah ke banking se related video tutorials dekhne ke liye aap hamare YouTube Channel “Explain Me Banking” ko SUBSCRIBE Kar sakte hai.
We hope aapko ab complete information mil gaya hoga. Is post ko SHARE karke aap dusro ki bhi HELP kar sakte hai. Dhanyawad.
Leave a Reply