Namaskar dosto, Abhi ke time me hamari zindagi haerk din badalti rahti hai. kai aise reason hai jinke wajah se ham ek place se dusre place par transfer hote rahte hai. jab bhi ham rahne ke liye kisi new jagah par jate hai to hame apne banking ke kaamo me dikkat na ho isliye apna bank account transfer karwate rahna padta hai.
Agar aapka bank account Punjab National Bank me hai aur aapko apna bank account transfer kisi aur branch me karwana hai. Sath hi iske liye agar aapko PNB account transfer application likhne ke liye bola ja raha hai to is post ko last tak padhte rahiye.
Is post me ham aapko PNB bank account transfer application letter in hindi and english language me kaise likha jata hai uska complete Jankari dene ja rahe hai. Is post ko padhne ke baad aasaani se aap yah application likhna seekh jayenge.
Inhe Bhi Jaane:-
- Axis Bank Balance Enquiry Sirf 1 Missed Call / SMS Se Kaise Kare?
- Wrong Pin Se Blocked ATM Card Ko Unblock / Restart Kaise Kare?
PNB Account Transfer Application In Hindi Kaise Likhe?
Ham neeche aapko is kaam ke liye Hindi me ek sample application likhne ka format bata rahe hai.
सेवा में,
श्रीमान शाखा प्रबंधक महोदय,
पंजाब नेशनल बैंक, (…ब्रांच का नाम…),
बैंक का पता
विषय :- सेविंग बैंक अकाउंट को ब्रांच ……..(अभी का ब्रांच नाम )……… से ……….( बाद का ब्रांच नाम)….. में ट्रान्सफर करनें हेतु आवेदन
महोदय,
सविनय निवेदन यह है कि मेरा नाम ……….(अपना नाम लिखें)………… है मेरा बैंक अकाउंट नंबर ………….(आप अपना बैंक अकाउंट नंबर लिखें )…………. आपके इस शाखा में है | मैं पहले यहाँ………….(अपना पुराना एड्रेस लिखें)………… में रहता था लेकिन अब मैं नए एड्रेस में शिफ्ट हो गया हूँ | अभी मेरा करंट एड्रेस …………(अपना नया एड्रेस लिखें )…………… हो गया है | इसलिए अब मैं अपने इस बैंक अकाउंट को आपके ब्रांच …………..(नया ब्रांच का नाम लिखे)………… और ब्रांच कोड…………. में ट्रान्सफर करवाना चाहता हूँ .
अतः श्री मान से अनुरोध है की मेरा बैंक अकाउंट जितनी जल्दी हो सके ट्रान्सफर करनें की कृप्या करें | इसके लिए मैं आपका आभारी बना रहूँगा |
आपका विश्वासी
हस्ताक्षर :-
नाम :-
अकाउंट नम्बर :-
रजिस्टर्ड मोबाइल नंबर :-
Upar hamne PNB account transfer application in hindi ko likhne ka ek format bataya hai. Is application me bas aapko apne PNB bank account se related details ko fill karna padega aur aapka letter taiyar ho jayega.
Bahut sare log is application ko english me likhna pasand karte hai. To chaliye ab ham isi application ko english me kaise likha jata hai uske bare me bhi betali me jan lete hai.
PNB Account Transfer Application Letter In English Format
Neeche ham aapko iske liye english me application kaise likha ja sakta hai usko format bata rahe hai.
To,
The Branch Manager,
Punjab National Bank, (Name Of Branch)
Branch Address
Subject :- Application For Transfer Saving Bank Account From ……(Current Branch)…… To ……(New Branch)……..
Respected Sir,
I am ……….(Name). I have saving bank account number………(PNB account number) in your branch …………(current branch name). I recently moved from …………(old address) To …………..(New address) for reason ………(write your reason). So i want to transfer my account in your Branch ……..(new branch name)…….. and branch code……..
Kindly transfer my bank account to new branch. I will always be grateful for this.
Thanking You
Your Faithfully
Signature
Name :-
PNB Account Number :-
Registered Mobile Number :-
Upar bataye format me bas aap apne PNB bank account ke details ko bhar de. Is tarah se PNB account transfer ke liye application in english taiyar ho jayega.
Ab aap PNB account transfer application in Hindi aur English dono language me likhna sikh chuke hai. Aapko jis bhi bhasha me pasand bai usme ab aap is letter ko likh sakte hai.
Hame ummid hai ki is post se aapko apna PNB account transfer karwane me madad jarur milegi. Agar aapko isse help mila hai to is post ko SHARE Jarur se kar de.
Aap hame Comment box me is post ke bare me apni ray likhkar batasakte hai. Dhanyawad.
Shoeb says
Ye application kaha par dena hoga current branch/new branch me
EMB Team says
New Branch me.
Gyanendra Singh says
Good sir
EMB Team says
Thank You.