Hello Friends, kya aapke paas Bank Of Baroda ka bank account hai? aur aapko apna bob account transfer one branch to another branch me karwane ki jarurat hai? Saath hi iske liye bank jane par bob account transfer application likhkar lane ke liye bola ja raha hai?
Agar upar ke sawalo me se kisi ek ka bhi answer “HA” hai to aap bilkul right post padh rahe hai.
Is post me ham bob bank account transfer application in hindi and english dono bhasha me likhne ka pura information denge. Isko pura padhne ke baad aap aasaani se is application ko likhkar bank account transfer karwa lenge.
Inhe Bhi Jaane:-
- BOB ATM / Debit Card Apply Kaise Kare?
- Bank Of Baroda Balance Enquiry Sirf 1 Missed Call / SMS Se Kaise Kare?
BOB Account Transfer Application In English
Is letter ko english me likhne ke liye neeche ke format me aapko bas apne bob bank account and address details fill up karna padega. Then lets get started-
To,
The Branch Manager
Bank of Baroda, Name of Branch
Address Of Branch.
Subject :- Application for transfer bank account from ……(current branch) to …… (new branch)
Respected Sir,
I am ……(write your name)…… . I have bank account number 1342****1342 (your bob bank account number), Customer Id 13425678 (write your bob customer id) In your branch ……(current branch) . I recently moved from ……(old address)…… to ……(new address)…… . So i want to transfer my account in your branch ……(new branch name)…… and branch code ……(new branch code).
Kindly transfer my bank account to new branch . I will always be grateful for this.
Thanking You
Your Faithfully
Signature
Name :-
Account Number :-
Customer Id :-
Mobile Number :-
Waw aapne to ab is bob account transfer letter in english ko likhna sikh liya hai. Agar aapko english thik se nahi aati hai to neeche hamne isi application ko hindi me likhne ka process bhi bataya hai.
BOB Account Transfer Application Letter in Hindi
सेवा में,
श्री मान शाखा प्रबंधक महोदय
बैंक ऑफ़ बरोदा, शाखा का नाम
शाखा का पता
विषय :- बचत बैंक खाते को आपके शाखा ……(अभी का शाखा का नाम)…… से नये शाखा ……(नये शाखा का नाम)…… में ट्रान्सफर करवाने हेतु आवेदन
महाशय,
सविनय निवेदन यह है कि मेरा नाम ……(आपका नाम)…… है | मेरा खाता संख्या 1342****1342 ……(आपका बी. ओ. बी. खाता संख्या लिखे)……, कस्टमर आई. डी. 13425678 ……(आपका कस्टमर आई. डी.)…… आपके शाखा ……(अभी का शाखा का नाम)…… में है | मैं पहले पुराने पते में रहता था लेकिन अब नये पते में सिफ्ट हुआ हूँ | ……(अपने सिफ्ट होने का करण लिखे)…… अभी मेरा नया पता ……(आपका नया पता लिखे)…… हो गया है | इसलिए में अपने खाते को आपके शाखा ……(नया शाखा का नाम)……, शाखा का कोड ……(नया शाखा का कोड)…… में ट्रान्सफर करवाना चाहता हूँ |
अतः श्री मान से अनुरोध है की मेरा खाता जितनी जल्दी हो सके ट्रान्सफर करने की कृपा करें |
आपका विश्वासी
हस्ताक्षर
नाम :-
खाता संख्या :-
कस्टमर आई. डी. :-
मोबाइल नंबर :-
Is letter ko likhne ke liye bhi aapko bas apna bob account and address details upar bataye format me add karna hai. Iske baad aapka bob bank account transfer application in hindi taiyar ho jayega.
Hurrrrrrrre aapne to abhi – abhi bob account transfer application in english and hindi dono language me likhna sikh liya hai.
- Bank Of Baroda New ATM Card Activate Karke Use Karna Start Kaise Kare?
- BOB Me Mobile Number Register / Change Kaise Kare? Puri Jankari
Ab aap is application ka istemal karke apna bob account transfer one branch to another branch me jarur karwa lenge.
Agar aapko aur kisi bhi tarah ka letter likhne ki jankari chahiye to neeche comment box me likhkar hamse puch sakte hai. Dhanyawad.
Leave a Reply